Friday, October 31, 2008

Ye Inayatein Ghazab ki!

Ye Inaayatein Ghazab ki..Ye unki meherbaani..
Mera haal bhi pooncha, kisi aur ki zubaani!

2 comments:

vijay said...

woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai..
isliye shayad woh der laga rahe hai,
waqt kat-ta nahin unke bina hamara..
yeh jante huve bhi hame sata rahe hai,
na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar
jo der se akar bhi woh muskara rahe hai

Kuldeep said...

do lines main hi maja aa gaya yar